Content
Facts About Best online stock Trading App India in Hindi
Sabhi Online brokerage Firms Apne Online stock trading Platform ke liye Best online Stock trading app Launch karne ke ki koshish karte hai.
Deri se, par ab India (भारत) me bhi 100% Mobile Trading Grow (अधिक) hogayi hai, Kyon ki Jyadatar business man ne ab Pehle ke According Tradings apps ka use karna shuru kar diya hai.
Trading Apps ki badhti Demand (मांग) ko dekhte huwe , fund management companies ne apne khud ke online Stock trading Apps ko launch karna shuru kar diya hai.
Ab jab sabhi companie ne apne khud ke apps launch karne shuru kiye to online stock market me Indian trading apps ki bharmaar ho gayi hai.
Is post me humne pramukh front Running apps ke baare me detail me bataya hai. Sabse pehle humne Zerodha Kite app ke sath start kiya hai fir uske baad baaki sabhi best online stock trading apps in india ke baare me.
Brokerage fees ke baare me baat karne ke liye jyada information nahi hai aur bade paimane (पैमाने) par yeh balanced dikhai deta hai isliye present market me iski koi information nahi hai.
Mobile app jyada Suitable hota hai Audience yani traders ko apni website par laane ke liye.
Kuch technical aspects (पहलू) hai jo chal rahe mobile app ko launch karte time optimum level match karne ki Zaroorat hoti hai.
Aaj hum Smooth functioning and experience ke liye mobile application Features ko detail me batayenge.
Sabse pehle aur Sabse important ye hai ki sabhi mobile operating system ke sath compatibility.
Apne mobile application ke liye investors ke sabhi क्षेत्रों (area) aur un mobile phones ko cover karna zaroori hai .
yeh aapke mobile phone ke operating system , Android, ios (Apple) Aur baaki other operating system ke sath compatible hona chahiye.
Dusra, Launch hone wale Apps ka size aur Numbers hoti hai.Simplicity is the key here (सादगी यहां प्रमुख है) kayi app designers galat basis par start karte hai ki jyada features users ko jyada attract kar sakte hai.
Yeh ek poori tarah misnomer(मिथ्या) hai, Ek trader yani user ko Application me na jyada chahiye na kam sirf ek simple design aur easy to use features hone chahiye na ki koi complex design.
ye sabhi tarah ke customers ko cover karega, jisme uneducated(अशिक्षित) se lekar semi-educated(अर्ध-शिक्षित), well-educated(सुशिक्षित) users shamil hai.
Teesra, Aapko apne app ko upgrade karne ke liye ek DevOps functionality कार्यक्षमता ko tainaat karne me sakshm hona chahiye.iska sida matlab continuous integration and continuous deployment (निरंतर एकीकरण और निरंतर तैनाती).
Beta version ke final launch ke start ke liye, Aapko users ka feedback lena chahiye aur Application ko upgrade karna chahiye.
Last but not least option aapke users ko support dena hai Aur aapka support fast hona chahiye.
Kisi bhi time aapke saamne aane wali problems ke bare me users ka feedback lene ke liye, sabhi problems aur unka solution ke baare me jane.
ye aapke users ko app or apps ke sath jude rehne ke liye encourage karega ya fir woh usse better performing app ka use karna start kr denge.
In summary: सारांश:
- गति (Speed)
- प्रदर्शन (Performance)
- रेटिंग और समीक्षा (Rating and Reviews)
- विशेषताएं (Features)
- प्रयोग करने योग्य (Usable)
Ye sabhi factors Aapke App ko aage badhne Aur application ko kick karne me help karte hai.
Ab hum baat karte hai apne main Title ki Top 5 Best Online Stock Trading App In India 2020 .Es article me hum India ke Starter (Beginners) logo ke liye best trading apps aur unki branch ke baare me likha hai.
Top 5 Best Online Stock Trading App In India
1. Zerodha Kite Online Trading App
Trading app launch karne ki Bhid me, Zerodha Apne main (प्रमुख) App KITE ko itna competition hone ke bawajood bhi Sabse aage rakhne me kamyab hai.
Kite App apne Android mobile me install karne ke liye aap Google play store ka use kar sakte hai.Application install karne ke baad aapko isme apni Email id register kar account Create karna hoga.
Front screen(opening screen) me Aapko sabhi shares ki list show hogi aur aap apni ruchi (interest ) ke according Stock ko hata ya jod bhi sakte hai.

Ek share kharidne ke liye, Aapke Demat Account me ek minimum amount ka hona bohat zaroori hota hai jise Application se he access kiya ja sakta hai. Add Fund par click karke aap Add kiye gaye fund ko dekh sakte hai.
Zerodha kite App Apni simplicity ke karan pasand kiya jata hai. ise koi bhi easily access kar sakta hai iske Easy navigations aur simple functions ise aur bhi popularm kar dete hai.
Zerodha company samajhti hai ki compition me bane rahe ke liye aur users ko behtar experience dene ke liye trust ka hona bahut zaroori hai aur sath he aaj ke time me Mobile technology bahut he tezi se badh rahi hai to use bhi capture karna hai.
Iska interface es baat ka poora dhyan rakhta hai ki user kya dekh raha hai aur usi par focus kar sake. Zerodha kite app kisi bhi tarah ka disturbance nahi karta user ke interest aur uske dwara kiye gaye searhes me.
ye is baat ka poora dhyan rakhta hai ki user kis tradding par focus kar raha hai aur usi par faocue banaye rahe kisi bhi tarah ka distractions na ho.

Yeh app bohat he lightweight hai and not hungry of resource (डेटासंसाधन की भूख) ise nahi hai aur data aaj ke time me bahut important hai even kaha jata hai ki “Data is the New Money”.
Zerodha Aap se investmant ki koi fees nahi leta hai ye poori tarah free hai but aap ek he din me stock (share) Buy(खरीद) and Sell(बेच) nahi sakte hai.
Ek nuksaan jo ek battlefield(युद्ध के मैदान) me ho sakta hai agar uska solution na kiya jaye , woh hai chart loading lag yeh user ko annoy (गुस्सा) kar sakta hai.
Ab chaliye dekhte hai india ke best online stock trading app zerodha kite ke kuch fayde(Benefits).
Benefits of Zerodha Kite App:
- Universal search tool user ko stock search karne me bahut help karta hai.
- 100 Se jyada technical indicators apply real time me apply kar user ko traddine karne aur paisa kamane me help karta hai.
- Aap instant updates ke liye unlimited price alert set kar sakte hai.
- Aap unlimited number of individual watchlists bana sakte hai.
- 10 saal (years ) ka historic data check kar sakte hai.
2. 5Paisa online trading app
Agla indian stock market ka Major players hai 5Paisa Online stock Trading App. paisa trading app, 5paisa discount brokers ke pass hai yeh baaki competitors trading apps ke according 10p/ kam hai.

ye App kuch rare apps me jo Guest login jaisa unique Feature provide karta hai. Mai khud Personally is feature ko pasand karta hu.
Aap ko is Application me apni email id, calls , Messages, jaise personal details ko share(साझा) karne se bhi bache rahte hai.

Let’s watch if it qualifies to be a beginner trading app and Disadvantages of 5paisa App
- App me Easily demat account banane ka feature hai.
- ET Markets ke Similar, yeh NSE and BSE se lagatar Real-time Updates deta rehta hai.
- Auto investor feature aapko mutual fund investment portfolio ko poori tarah de develop aur personalize banane me help karta hai.
- 5 paise free Account ke sath easy screen tools a bhi use easily kar sakte hai mutual funds me invest karne ke liye.
Disadvantages of 5paisa App:
- Agar aapka internet slow hai to aapko thodi pareshani ho sakti hai kyunki Application features ko run karne ke liye high internet speed ko call karta hai.
- Missing 15-minute candles in action
WOW&HOW:
>Bitcoin (बिटकॉइन)कैसे और कहा से ख़रीदे
>Bitcoin क्या है? 1 Bitcoin की कीमत कितनी है?
>MPL App क्या है MPL से पैसे कैसे कमाएं ?
3. Upstox Pro Online Trading App
Market me Dusre Ache aur bhi leading players hai jo jyada ache features dene ko ready hai aur share market me kaha jata hai ki jitne bhari features honge users utne jyada attract hote hai.
Upstox pro aap ke bhi features and advantages almost Zerodha kite app jaise he hai.

Universal search tool Users ko Simple and complex Stock search karne help karta hai aur sabse bada advantage yeh hai ki yaha par kayi prakar ke drawing styles ke chart available hai.
Real-time chart par 100 se jyada technical indicators ko lagu karne ki capacity.
TFC feature ki suvidha jisse user Sidhe trading kar sakte hai Aur unlimited price alerts set kar sakte hai unlimited updates ke liye.

Aap isme unlimited personalized watchlist bana sakte hai aur 10 saal ka purana data dekh sakte hai.
Disadvantages of Upstox online stock trading App:
- Heavy features se bhara application jise aap jyadatar use nahi karte.
- Link kiye gaye bank account ki detail ko nahi check kar sakte.
- backoffice available nahi hai.
- Ek navigation menu se dusre me jana easy nahi hai
- Beginners ke liye yeh application thik nahi hai aur jo pehle se he use kar rahe hai wo khud he ise nahi recommend karenge .
4. Angel Broking Online Trading App
30 Se jyada years ke experience aur presence eke sath sabse jyada experienced campaigner,aur sabse pehle indian share market me enter karne wale me se ek hai Angel Broking online Trading Application(apk).
Yeh Company Users ko insurance, mutual funds, brokerage and Almost Sabhi financial instruments provide karta hai indian investors ko.

indian share market ko dekhte huye brokerage fees jyada hai.
Advantages of Angel broking Online Trading App:
- Real-time me kimato ke sath aap multiple index bhi dekh sakte hai
- streaming Market watch
- live updates on top gainers and losers
- Intraday Chart News
- users personalized watchlist bana sakte hai
- Aap is me 10 len-den (transactions) ko access kar sakte hai
- DP and Fund reports Sidha App par mil jaati hai
- Aap paise(funds) ko ek jagah se dusri jagah easily bhej sakte hai
DisAdvantages of Angel broking Online Trading App:
- Operators ne ise bhari Features se bhar diya hai jisse loading me time lagta hai.
- yeh 22 MB tak ka charts bana sakta hai jo ko bahut he heavy ho jata hai aur loading me bahut time leta hai.
5. Edelweiss Online Trading app
Highly-rated apps me se ek hai Edelweiss Online Trading App, Reputed advisories of stocks (स्टॉक के सबसे प्रतिष्ठित सलाहकारों में से एक ), ise install karna aur features ko use karna bahut he easy hai .

Advantages of Edelweiss Online Trading App:
- Isme brokerage plans hai jo investors and traders dono ke liye hote hai
- Desh ki लंबाई और चौड़ाई me faile 4300 se jyada उप-दलालों(sub-brokers) ke sath iski online aur offline presence (उपस्थिति) hai
- yeh app sabhi mobile me support karta hai.
- Deals in equity, derivatives, currency, ETFs, mutual funds and IPO
Disadvantages of Edelweiss Online Trading App:
- 37 MB se jyada heavy app, features loading
- High brokerage
- High amount of AMC Account fees
- 3-1 Demat Account unavailability
- Lack of knowledgeable and helpful customer support
WOW&HOW:
>Google Tangi (गूगल तंगी) क्या है और यह TikTok से कैसे अलग है?
>Google Keen (गूगल कीन) क्या है और यह Pinterest से कैसे अलग है?
Conclusion:
In Dino Mobile app pehle ke according jyada use kiya jata hai aur operators ko bhi pata hai ki users ab Trading ke liye App ka use karne lage hai aur in future aage jaa kar inki sankhya aur bhi jayada hone wali hai.
Desktop ya laptop ka use ab utan nahi hai kyu ki trading , mutual funds investments, ya sab aapko proper up to date rakhna padta hai isliye Online trading app ka use he sabse sahin mana jane laga hai.
Aaj ke article me humne Top 5 Best Online Stock Trading App In India 2020 ke bare me bataya hai jaise.
- Zerodha Kite Online stock Trading App
- 5Paisa Online stock Trading App
- Upstox Pro Online stock Trading App
- Angel Broking Online stock Trading App
- Edelweiss Online stock Trading App
Hume Comment kar zaroor bataye ki aapko kya lagta hai kon si app jayad behtar hai ya fir mujhe recommend kare aapko kon si top 5 trading apps sahi lagti hai.
Pingback: Binomo kya hai? binomo trading से पैसे कैसे कमाये? - TechNews Always